Batao inn dinon yeh bhi koi sawal hai kya
- Javed Akhtar (?)
Nikaal laya hoon eik pinjare se ik parinda
ab iss parinde ke dil se pinjara nikaalna hai.
- Umair Najmi
ik raat vo gayā thā jahāñ baat rok ke
ab tak rukā huā huuñ vahīñ raat rok ke
ab iss parinde ke dil se pinjara nikaalna hai.
- Umair Najmi
ab tak rukā huā huuñ vahīñ raat rok ke
- Farhat Ehsas
Jo chahte ho so kehte ho chup rehne ki lazzat kya jaano,
Yeh raaz-e-mohabbat hai pyare tum raaz-e-mohabbat kya jaano
Alfaaz kahan se laaoon main chhale ki tapak samjhane ko,
Izhaar-e-mohabbat karte ho ehsaas-e-mohabbat kya jaano
Hai farq badaa ai jaan-e-Raza dil dene mein dil lene mein,
Ulfat ka ta'alluq jante ho rishte ki nazakat kya jaano
Aal-e-Raza Raza
हताशा से एक व्यक्ति बैठ गया था
व्यक्ति को मैं नहीं जानता था हताशा को जानता था
इसलिए मैं उस व्यक्ति के पास गया
मैंने हाथ बढ़ाया मेरा हाथ पकड़कर वह खड़ा हुआ
मुझे वह नहीं जानता था मेरे हाथ बढ़ाने को जानता था
हम दोनों साथ चले दोनों एक दूसरे को नहीं जानते थे
साथ चलने को जानते थे
--
मैं इसलिए भी वतन लौट कर नहीं जाता,
कि मुझ गरीब की इज़्ज़त यहां ज़्यादा है
--
main sochta hoon bahut zindagi ke baare mein,
ye zindagi bhi mujhe soch kar na rah jaae
- Abhishek Shukla
--
जो स्वप्न मुझे नहीं आते थे
वे कहाँ जाते थे?
- रुस्तम
hamesha der kar deta hun
hamesha der kar detā huuñ maiñ har kaam karne meñ
zarūrī baat kahnī ho koī va.ada nibhānā ho
use āvāz denī ho use vāpas bulānā ho
hamesha der kar detā huuñ maiñ
madad karnī ho us kī yaar kī Dhāras bañdhānā ho
bahut derīna rastoñ par kisī se milne jaanā ho
hamesha der kar detā huuñ maiñ
badalte mausamoñ kī sair meñ dil ko lagānā ho
kisī ko yaad rakhnā ho kisī ko bhuul jaanā ho
hamesha der kar detā huuñ maiñ
kisī ko maut se pahle kisī ġham se bachānā ho
haqīqat aur thī kuchh us ko jā ke ye batānā ho
hamesha der kar detā huuñ maiñ har kaam karne meñ.....
MUNEER NIYAZI
Kaat lo zuban, aasuon se gaaunga
Gaad do beej hoon main, ped ban hi jaunga
Sunn rahe jo mujhko beshumar pyar unse,
Banata geet main Par main khud bana hoon tumse
- Gully Boys
"In matters between people, there will be no closure, there can be no closure. We are always in the middle of things, and that is how we will leave—in the middle of things. Life has no neat balance sheets. Some get away with more than the rest. And that is alright. "
- Manu Joseph
देता फिरता सफ़ाई किस-किसको,
मुस्कुराना ही मैंने छोड़ दिया
नयी लाशें बिछाने के लिए ही गड़े मुर्दे उखाड़े जा रहे हैं ...
शाम को मिलते हैं पैरों से लिपट कर बच्चे,
बस यही रहती है दिन भर की कमाई मेरी
Shabe furkat ka jaaga hoon farishton ab to sone do,
kabhi fursat se kar lena hisaab, ahista ahista
जिन्दगी की दौड़ में,
तजुर्बा कच्चा ही रह गया...
हम सीख न पाये 'फरेब'
और दिल बच्चा ही रह गया...
बचपन में जहां चाहा हँस लेते थे,
जहां चाहा रो लेते थे...
पर अब मुस्कान को तमीज़ चाहिए,
और आंसुओ को तन्हाई..
हम भी मुस्कराते थे कभी बेपरवाह, अन्दाज़ से..."
देखा है आज खुद को कुछ पुरानी तस्वीरों में ..
चलो मुस्कुराने की वजह ढूंढते हैं...
तुम हमें ढूंढो... हम तुम्हे ढूंढते हैं...!
- गुलज़ार
अधूरा आगे है, मुकम्मिल माज़ी है
लगा दे दाँव पे दिल, अगर दिल राज़ी है।
- गुलज़ार
मुनाफ़ा छोड़िये लागत ही मिल जाय,
हमें शोहरत नहीं इज़्ज़त ही मिल जाय
--
कौन ज़ालिम है यहां, ज़ुल्म हुआ है किस पर,
क्या ख़बर आएगी अख़बार को तय करना है....
--
आँख में पानी रखो होंटों पे चिंगारी रखो,
ज़िंदा रहना है तो तरकीबें बहुत सारी रखो
--
जवानियों में जवानी को धूल करते हैं,
जो लोग भूल नहीं करते, भूल करते हैं
--
स्वभावाला औषध नाही
There is no medicine to remedy one's nature.
-Marathi Saying
अपनी गर्दन पे किसी और का सर लगता है,
ऐसा लगना तो नहीं चाहिए पर लगता है
"On one level, wisdom is nothing more profound than an ability to follow one's own advice."
baat ultī vo samajhte haiñ jo kuchh kahtā huuñ
ab ke pūchhā to ye kah dūñgā ki haal achchhā hai