Monday, July 22, 2013

Translation

Song Title: Aankhon Ki Gustakhiyan
Music Director: Ismail Darbar
Lyrics: Sameer
Singer(s): Kumar Sanu, Kavita Krishnamurthy

Movie: Hum Dil De Chuke Sanam (1999)
Director: Sanjay Leela Bhansali


Aankhon ki
Gustakhiyan.. maaf hon
O aankhon ki
Gustakhiyan... maaf hon
Ek tuk tumhein dekhti hain
Jo baat kehna chaahe zubaan
Tumse vo ye kehti hain


Aankhon ki
Sharmohaya... maaf ho
Tumhein dekhke jhukti hain
Uthi aankhein jo baat na keh sakin
Jhuki aankhein wo.. Kehti hain
Aankhon ki

Gustakhiyan... maaf hoon

Kaajal ka ek til tumhare labhon pe laga loon
Haan chanda aur suraj ki nazron se tumko bacha loon

Oh palkhon ki chilman mein aao main tumko chhupa loon
Khayaalon ki
Ye shokhiyaan… Maaf hon


Har dam tumhein sochti hain
Jab hosh mein hota hai jahan
Madhosh ye krti hain
Aankhon ki sharmohaya
Maaf ho


Ye zindagi aapki hi amaanat rahegi 
Dil mein sada aapki hi mohabbat rahegi 
In saanson ko aapki hi zaroorat rahegi
Haan is dil ki
Naadaniyaan maaf hon


Ye mere kahan sunti hain
Ye pal pal jo hote hain bepal sanam
Toh sapne naye bunti hain

Aankhon ki
Aankhon ki
Gustakhiyan... Maaf hon
Sharmohaya... Maaf ho


---

Let the (playful) mischief of these eyes be forgiven
They keep staring constantly at you...
And that what the lips wants to utter,
These eyes convey exactly the same...

Of these eyes, the shyness, be forgiven!
They hide themselves on seeing you
that which the raised eyelids couldn't express,
the half-closed ones leak out.

Let me put a black spot on your lips
To save you from the eyes of the moon and the sun
Come, let me hide you behind the screens of my eyelids
Of these thoughts, the vividness, be forgiven!

They think of you with every breath...
When I am in my stream of consciousness
They make the world blurred
Of these eyes, let the playful mischief, be forgiven!

This life shall remain, a treasure only of you
In this heart, forever shall remain, love only of you
These skipped moments of breaths shall always need you
Of this heart, let the innocence be forgiven

Where does it listen to me?
In each moment that gets uncontrollable
It weaves a new fantasy

Of these eyes, let the playful mischief, be forgiven
The shyness, be forgiven.

Anuj Daga

No comments: